Seerat E Sahabiyaat

bismillahirrahmanirrahim resimleri9

🌷Bismillah Hir Rahman Nir Raheem.🌷

In the Name of Allah(swt) the Most Merciful and the Most Beneficial”.

 Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakaatuhu 

📢Assalamualaikum warahmatullahi wa barakatuhu.

🌹Dear sisters/brothers, 
The urdu audio lectures are given by Alima Ayesha Siddiqua from India (hyderabad).May Allah(swt) reward her abundantly for this amazing work. Ameen

🏵Day- 1
Introduction of seerah

 

🏵Day- 2
Khadīja bint Khuwaylid r.a
🏵Day- 3
Khadīja bint Khuwaylid r.a
kindly listen to the audio.
🏵Day- 4
Khadīja bint Khuwaylid r.a
kindly listen to the audio.
🏵Day- 5
Khadīja bint Khuwaylid r.a
kindly listen to the audio
🏵Day- 6
Ayesha r.a
kindly listen to the audio.
🏵Day- 7
Ayesha r.a
kindly listen to the audio.
 
🏵Day- 8
Ayesha r.a
kindly listen to the audio
🏵Day- 9
SAUDA BINT ZAM’A. ra
🏵Day- 10
HAFSA BINT UMAR . ra
🏵Day- 11
SAFIYA BINT HUYAYY . ra
🏵Day- 12
ZAINAB BINTE JAHSH .R.A
🏵Day- 13
ZAINAB BINTE JAHSH .R.A
kindly listen to the audio.
🏵Day- 14
Sayyeda Umme Habiba .R.A
🏵Day- 15
Sayyeda Umme Habiba .R.A
kindly listen to the audio
🏵Day- 16
Syyeda Um salma. R.A.
Kindly listen to the audio

To download the audio click here

🏵Day- 17
Sayyeda Umm Salma. R.A.
Kindly listen to the audio

To download the audio click here

🏵Day- 18
Sayyeda Umm Salma. R.A.
Kindly listen to the audio
🏵Day- 19
Maimuna Bint-e-Al Haris R.A.
Kindly listen to the audio
🏵Day- 20
Juveria Bint-e-Al Haris R.A.
Kindly listen to the audio

I would like to thank my mom Rafia Begum & my father Syed Akbar Ali ,who are a blessing in my life Alhamdulillah for all the support & love. Alhamdulillah! And  Sister Arshi  for making these audios available to us & . Me along with my dad & my sister Shaimah are only acting as a medium to share them to you all. May Allah(swt) bless them all. Ameen 

🌻  Dear readers, there are many Muslims in India & other countries who cannot understand English language so well.Such people has a strong will to improve their knowledge about Islam but lack resources to read.I request you all to make these audios available to such people & to all in general & make maximum benefit out of them.             In sha Allah

 

 

 

Transcript

Alhamdulillah
Alhamdulillahi Rabbil Alameen
Wassalaatu wassalaamu Alaa sayyidil mursaleen,wa’alaa aalihii, wa’assaahbihi ajmaa’iin. Amma ba’ad.
Auzu billah minash shaitaan nir rajeem, bismillah hir Rahmaan Nir Raheem.
Assalamualaikum warehmatullahi wabarakatuhu.

Seerath -e- sahaabiyaath.

Yeh silsalaa hum shuru kar rahe hain seerath e sahaabiyaath ka. Awwal yeh jann’na humko behat zaruri hai ke Sahabaa kaun hai? Sahabaa woh hai jinho ne halath E Emaan mein, Rasool Allah(sallalahu Alaihi Wasallam) ke saath apna waqt guzaraa,zindagi ka kuch hissa guzaraa, ya kisi ne saari zindagi guzaardi,ya zindagi ka kuch waqt guzaraa(yani kuch lamhaat guzare). Behre-haal yeh Sahaaba the jo halath e emaan mein, Allah(subhana watalaa) ke Rasool Muhammad(sallalahu Alaihi Wasallam) ko inho ne dekha.
Aur Sahabaa ka mua’anaz hai sahabiyaat. Sahabiyaat woh hastiyaa hain,jo gulshan-e-nabuwat ke mehekti galiyaan hai,Aftaab e Risaalat ke zulfishaan kirnein hai,Ye dabistaane Muhammad kee faiz yaaftaa tilmizaate rasheedaath hain(Sallalahu alaihi wasallam).Ye Qulqe Mujassim Rasool-e-Mu’azzam,Shaahe Umamm Sultan-e-Madeena(Sallalaahu alaihi Wasallam) ke Sahaabiyath haen ,Tayyibath Taaheraath Sayyidaath Inkaa mustanad aur Dil Aawaez wa Dil nasheein tazkeraa hum shuru karne jaa rahein hain.
Hum iskee Shuruwaath mein Allah(Subhana wa ta’ala se Dua go hae ke Allah(Subhana wa ta’ala Humko un jaisee Seerath un jaisaa Imaan ataa farmaaye Maalik .Unki Seerath dekhkar Allah paak humare Dilon mein unke naqshe qadam par chalne kaa shoq jagaa dein.Ameen ya Rabbul Aalameen..
Aur Allah(Subhana wa ta’ala se ye bhee Duaa hae ke Allah tala Humaare Ilm ke husool mein(Ya’ane hum jo ilm haasil kar rahe hain) usko Sunne,Samajhne aur apne dimaagh mein bithaane aur usko apnee Zindagi me  A’mal karne aur Dusron ko is cheez ko pohonchaane kee Taufeeq ataa farmaaye. Aur Humaare ilmi husool mein koyee kothaahee hogayee ho ya laghzish(ghalti) hogayee ho toh Allah(Subhana ta’ala) Humein Maaf farmaaye aur Humaari iss koshish ko humaare liye aur Humaari Aal Aulaad ke liye aur Allah tala humaare Maa Baap ke liye issko baaese Ajar-o-Sawaab Ameen Ya Rabb.

One thought on “Seerat E Sahabiyaat

  1. As salaamualikum mera naam sameer abdul lateef hain aur mai hyderabad se hoon… masha allah se apki islamic site bahut achi hai aur bahut acha bahut malumat horshe hai alhumdulillah.. thank u so much so making such a beautiful site.. jazak allah hair.. Do rem me n all ummah in ur spl duas

    Like

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s