SURAH AN-NAAS
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم 
🔸 Masnad Ahmad ki ek aor Hadith shareef mein hae ki ek shaks ne Nabi-e-Kareem (SalAllahu alaihi wa sallam) ki qid’math mein haa’zir ho’kar arz kiyaa ke ,” Ya RasoolAllah! Mere dil mein toh aisae aisae khayalaath aa’tae hae ke inkaa zabaan se nikaalna mujh par aasmaan par sae gir pad’nae se bhee zyadah buraa hae.” Nabi-e-Kareem (SalAllahu alaihi wa sallam) ne farmaa’yaa ,” Allah hu Akbar! Allah hu Akbar! Allah hee ke li’yae hamd wa sana hae. Jis’nae Shaytaan ke makroo wa faraeb ko was’wasae mein hee loota diyaa.
Alhamdullilah! Allah (Subḥānahu wa taa’alā) ke ehsaan se yeh tafseer mukammal hu’ee. .
Dua :- Allah (Subḥānahu wa taa’alā) hum sabko ap’nae paak kalaam ki sahih samaj daen aor ispar amal naseeb farmaayae aor phir qabool karae. Ameen.
Allah (Subhaa’na wa taa’aalaa) forgive us if any mistakes. He is All-Knowing.
Surah An-Naas Tafseer is completed.
NEXT:- Tafseer of Surah Falaq ( In Sha Allah)
🔸Note:-
I request all sisters and brothers to read the Tafseer , whenever you are free. Spend at least few minutes daily. Remember us in your duas.