LESSON 1

 sparklesSURAH AN-NAASsparkles

  tulip newبِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيمtulip new

  🔸 Iss Surah maen Allah (Subḥānahu wa taa’alā) ki teen (3) sifatein bayaan huee hae. 1. Paalnaey aor par’vareesh karnae kee 2. Maalik aor Shahenshah honae kee 3. Mabood aor laayaeq ibadath honae ki. 🔸 Tamaam cheezein Allah (Subḥānahu wa taa’alā) ki paidaa kee huwee hae. Usee kee milkiyath mein haen aor us’see ki gulaami mein mash’gul hae. Woh hukum detaa hae ke inn paak aor bartar sifaat waa’lae Khuda ki pa’ naah mein aa jaa’yaen. Shaytaan jo inn’saan par hawee hota hae, uss’kae was’wasson se Allah (Subḥānahu wa taa’alā) hee bachaa’nae waalaa hae. Har inn’saan ke saath yeh (Shaytaan) hae buraa’yeeon aor bad’kaariyon ko khoob zeenat daar kar’kar ke log’on ke saam’nae paesh kartaa reh’taa hae. 🔸 Shaytaan ke sha’ye se wahee meh’fooz rah saktaa hae, ji’sae Allah (Subḥānahu wa taa’alā) bachaa laen. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Next part to be continue…… In sha Allah

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s