
SURAH AN-NAAS 
بِسْمِ اللهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
BISMILLAH HIR RAHMAN NIR RAHEEM
ROMAN ENGLISH TRANSLATION
TOTAL AYAT:- 6
قُلۡ اَعُوۡذُ بِرَبِّ النَّاسِۙ ﴿۱
1. Tum kaho ke maen logon ke parwardigaar ki pa’naah maangta hun.
مَلِكِ النَّاسِۙ ﴿۲
2.(yaaney) logon ke haqeeqee Bad’shah kee.اِلٰهِ النَّاسِۙ ﴿۳
3. Logon ke maa’bood bar haqq kee.مِنۡ شَرِّ الۡوَسۡوَاسِ ۙ الۡخَـنَّاسِ ۙ ﴿۴
4. (Shay’taan ) ke waswason se, buraayi se jo (Khuda ka naam sunkar) peechaey ha’tt jaataa haeالَّذِىۡ يُوَسۡوِسُ فِىۡ صُدُوۡرِ النَّاسِۙ ﴿۵
5. Jo logon ke dil’on mein waswassey daaltaa hae.مِنَ الۡجِنَّةِ وَالنَّاسِ ﴿۶
6. Woh jan’nath mein se (ho)(yaaney jinn) yaa insaan’on mein se.






